Up next

फूलों में सज रहे हैं Phoolo Me Saj Rahe Hain | Krishna Bhajan | Bhakti Song | Kanha Ji Ke Bhajan

7 Views· 02/07/24
Satsang Marg
Satsang Marg
11 Subscribers
11
In

फूलों में सज रहे हैं Phoolo Me Saj Rahe Hain | Krishna Bhajan | Bhakti Song | Kanha Ji Ke Bhajan

🔔 आप सभी भक्तों से अनुरोध है कि आप @SpiritualIndia चैनल को सब्सक्राइब करें व भजनो का आनंद ले व अन्य भक्तों के साथ Share करें व Like जरूर करें
Popular Krishna Videos

Song Credits:
Title: Phoolon Mein Saj Rahe Hai
Singer: Rekha Rao
Music Director: J Subhash
Edit & Gfx : Prem Graphics PG
Music Label: Music Nova

Lyrics:
फूलों में सज रहे हैं
Phoolon Mein Saj Rahe Hain
श्री वृन्दावन बिहारी
Shri Vrindavan Bihari
फूलों में सज रहे हैं
Phoolon Mein Saj Rahe Hain
श्री वृन्दावन बिहारी
Shri Vrindavan Bihari
और साथ सज रही है
Aur Saath Saj Rahi Hai
और साथ सज रही है
Aur Saath Saj Rahi Hai
वृषभानु की दुलारी
Vrishabhanu Ki Dulaari
और साथ सज रही है
Aur Saath Saj Rahi Hai
वृषभानु की दुलारी
Vrishabhanu Ki Dulaari
फूलों में सज रहे हैं
Phoolon Mein Saj Rahe Hain

टेडा सा मुकुट सर पर रखा है किस अदा से
Teda Sa Mukut Sar Par Rakha Hai Kis Adaa Se
टेडा सा मुकुट सर पर रखा है किस अदा से
Teda Sa Mukut Sar Par Rakha Hai Kis Adaa Se
करुना बरस रही है करुना भरी निगाह से
Karuna Baras Rahi Hai Karuna Bhari Nigah Se
करुना बरस रही है करुना भरी निगाह से
Karuna Baras Rahi Hai Karuna Bhari Nigah Se
बिन मोल बिक गए हैं बिन मोल बिक गए हैं
Bin Mol Bik Gaye Hain Bin Mol Bik Gaye Hain
जब से छबि निहारी
Jab Se Chhabi Nihari
फूलों में सज रहे हैं
Phoolon Mein Saj Rahe Hain
श्री वृन्दावन बिहारी
Shri Vrindavan Bihari
फूलों में सज रहे हैं
Phoolon Mein Saj Rahe Hain

बहिया गले में डाले जब दोनों मुस्कुराते
Bahiya Gale Mein Daale Jab Dono Muskurate
बहिया गले में डाले जब दोनों मुस्कुराते
Bahiya Gale Mein Daale Jab Dono Muskurate
सब को ही प्यारे लगते सब के ही मन को भाते
Sab Ko Hi Pyare Lagte Sab Ke Hi Mann Ko Bhaate
सब को ही प्यारे लगते सब के ही मन को भाते
Sab Ko Hi Pyare Lagte Sab Ke Hee Mann Ko Bhaate
इन दोनों पे मैं सदके, इन दोनों पे मैं सदके
Inn Dono Pe Main Sadke Inn Donon Pe Main Sadke
इन दोनों पे मैं वारी
In Donon Pe Main Vaari
फूलों में सज रहे हैं
Phoolon Mein Saj Rahe Hain
श्री वृन्दावन बिहारी
Shri Vrindavan Bihari
फूलों में सज रहे हैं
Phoolon Mein Saj Rahe Hain

श्रृंगार तेरा प्यारे शोभा कहूँ क्या उसकी
Shringaar Tera Pyare Shobha Kahoon Kya Uski

इत पे गुलाबी पटका इत पे गुलाबी पटका
It Pe Gulabi Pataka It Pe Gulabi Pataka
उत पे गुलाबी साडी
Ut Pe Gulabi Saadi
फूलों में सज रहे हैं
Phoolon Mein Saj Rahe Hain
श्री वृन्दावन बिहारी
Shri Vrindavan Bihari
फूलों में सज रहे हैं
Phoolon Mein Saj Rahe Hain

नीलम से सोहे मोहन स्वर्णिम सी सोहे राधा
Neelam Se Sohe Mohan Svarnim Si Sohe Radha

इत नन्द का है छोरा इत नन्द का है छोरा
It Nand Ka Hai Chhora It Nand Ka Hai Chhora
उत भानु की दुलारी
Ut Bhanu Ki Dulari
फूलों में सज रहे हैं
Phoolon Mein Saj Rahe Hain
श्री वृन्दावन बिहारी
Shri Vrindavan Bihari
फूलों में सज रहे हैं
Phoolon Mein Saj Rahe Hain

चुन चुन के कलियाँ जिसने बंगला तेरा बनाया
Chun Chun Ke Kaliyan Jisne Bangla Tera Banaya
Chun Chun Ke Kaliyan Jisne Bangla Tera Banaya
Divya Aabhushano Se Jisne Tujhe Sajaya
Divya Aabhushano Se Jisne Tujhe Sajaya
Unn Hathon Pe Main Sadke Unn Hathon Pe Main Sadke
Unn Hathon Pe Main Vari
Phoolon Mein Saj Rahe Hain
Shri Vrindavan Bihari
Phoolon Mein Saj Rahe Hain
Shri Vrindavan Bihari
Aur Saath Saj Rahi Hai
Aur Saath Saj Rahi Hai
Vrishabhanu Ki Dulaari
Phoolon Mein Saj Rahe Hain

#krishnabhajan #bhaktisong #krishnasongs

Show more

 0 Comments sort   Sort By

Up next