#animatedvideos

Satsang Marg
22 Views · 12 months ago

🦚Radhe Krishna🦚

#bankeybihari
#poem
#radhakrishnserial
#mallikasingh
#sumedhmudgalkar
#krishnavani
#radhekrishna
#krishnaupdesh
#krishnamotivationalvideos

●●》Lyrics of poem 👉
《"kanha poonam ka hai chanda
fir uska tej kyu adha h
lat samal si, ghungarli si,
fir lgti kyu wo sadha h
muskurahat uski jagmak-jagmak
anand kyu bihin h
chalta h kyu dagmag-dagmag
jo sabko marg dikhata h
jo sbke maha vigneh harta h
kya uski bhi koi badha h?
han, hai
kyuki h to wo apurna hi
jabtak na sath uski radha h
jabtak na sath uski radha h
panghat pe har matki todi
makhan khaya kar ke chori
mardan kar diya maha naag
socho kesi hogi wo prem ki dori
badh kiya kansh
sicha gouvansh
socho kitna hoga wo prabal
kabhi chakra dharan kiya
kabhi naad shankh
jab the usko sabhi abal
yamuna tat pe iske bansi ka dhun kyu sbke man ko bhata hai
kyuki iske to har sur me radha h
iske to kan kan me radha h
murlidhar se ranchor bana
to kabhi lagai ran ki pukaar
dharm tha arakshit or bhaybhit
kese diya isne sab sabar
sagar se dwarika chini
to ungli par gobardhan sadha
parantu jiske ashru kabhi seh hi na paye
wo thi to keval radha
wo thi to keval radha
ek mattra radha h
Jisne krishn ko sadha h
isiliye to yadi nouka krishn h
to patwar radha h
Jo panchhi Krishn he to bayar radha h aydi sastra krishn h to dhar radha h aydi shing Krishn hoto dhahar radha h
Isliye virha ke bad krishn fir se lot ke ata he
kyuki uska ek mattra lakshya h jo radha he
jo bichre ek shrap se saath vars bhoge saptap ke
purarmilan jo purn hone ko hi tha
punah dur ho gye ek paap se
to kya ab sach me lupt ho gya h yeh natwar kya
kabhi nhi dikhega yeh bhupar?
Na tan meh, na man me h na barsana ke upaban me h
arey kaha gya yeh keshav pashan bana ya kankaar wo
jo jibit h har ek ke man me yhi prashna ho
arey yadi krishn ko dhundna h
to radha ke hriday ko dundo murakh
wo wohi h,
Jese gauri ke man me shankar h
jese gauri ke man me shankar h
ek bhaag adhura shrishti me
yu karta jo prem se bicharan to bhaag dusra
purna karne swayam
Wo punah ata h
kuch esa hi radhakrishn ka naata h
jo prem setu kehlata h
jo prem setu kehlata h》

●●●●●

Subscribe to My Channel and press the bell icon 🔔 so you never miss a update from us,,,
for more videos

Fair - Use COPYRIGHT Disclaimer.

●》 Copyrighted Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for " fair use " for purposes such as criticism, commenting, News reporting, reaching, Scholarship, and rescarch, fair use is a use premitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.
#nocopyright 《 self-made. 》

Credit to :》

#mythologyvideos
#bhaktivideos
#gitagyaan
#motivationalillustrationspics
#animatedvideos
#naturebackgroundvideos
#shahrisvideos

Thanks For Watching.

🦚Radhe Radhe🦚

Satsang Marg
8 Views · 12 months ago